Apne parents ke liye mangaya tha kyunki dono diabetic hain. Unhone pehle mana kiya ki instant food healthy nahi hota. Lekin jab taste kiya toh wohi repeat order maang rahe hain. That says it all
Main ek retired army officer hoon aur hamesha fit lifestyle maintain kiya. Lekin diabetes diagnose hone ke baad mujhe laga meri normal zindagi khatam ho gayi. Mere favourite dishes khana bandh ho gaya. Tab mere bete ne ye millet khichdi mix laa kar diya. Mujhe laga instant khana toh healthy ho hi nahi sakta. Lekin jab taste kiya toh laga bilkul ghar jaisi khichdi hai, aur doctor bhi khush ho gaye ki yeh safe hai. Ab meri health bhi under control hai aur khushi bhi wapas aa gayi hai
Laga nhi tha pr tasty hai ye, you can also try. acha lagega
Simple khana hai par achi wali feeling deta khaane ke baad
First time millet khaya aur surprisingly accha laga